A small “RECORD”.

A small “RECORD”.

Sep 17, 2026
72

image

Mere Jeevan ka ek chhota sa itihas bna ye pad chinh.

15 Nov 2022 ki subah mai nahi socha tha ki ye kar bhi paunga ki nahi, par jab Ayodhya se paidal chalkar Srilanka pahuncha to mano aisa lag raha tha jaise ye ek sapna hai, par hakikat mai wahan pahuch chuka tha. Mere peeche Sigiriya rock jo “Ravan ki Lanka” mani jati hai jisse 8200km paidal chalkar dekha. Shreeram ji ka Vanvas Jo Ayodhya se shuru kiya tha 15 Nov 2023 ko wo ab khatm hua. 365 din ki yatra ke dauran kathinai to thi hai par ant chhor par wo sab makhmal lag raha tha mano mai makhmal ke us bistar ko chhora hoon jo mere liye hi bna ho , par kahte hai n har yatra ka ant hota hai aaj iska bhi tha. Wo yadgar pal hamesha mere hriday ke kone mein sambhal kar rakhunga jo Mujhe mila Ise Yatra mein.

Dhanyawad.

Подобається цей допис?

Купити для Rohit Kumar Singh каву

Більше від Rohit Kumar Singh