Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Sarr pe rakhke nach phiri main
Har jalte huye ilzaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Deevar-o-dar chaukhat vaukhat
Bann gaye hain sab saheli
Yeh kuchh poochein woh kuchh poochein
Kitne jawaab doon main akeli
Hazaaron kaam mil gaye hain
Yoon baithe bithaye is nakaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Khud ko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke ishq ke noor ke aage
Shamma nahi jalti
Khud ko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke ishq ke noor ke aage
Shamma nahi jalti
Lakhon naaz lag gaye hai
Phir gurur ke is badnaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
To lag gaye chand mere naam ko
Sarr pe rakhke nach phiri main
Har jalte huye ilzaam ko