Aadi Aadi Lyrics - Dhvani Bhanushali
Na jaane kitne ghaav diye
Toone mere dil pe
Par phir bhi nikalta nahi
Kyun tu mere dil se
Na jaane kitne ghaav diye
Toone mere dil pe
Par phir bhi nikalta nahi
Kyun tu mere dil se
Na de saza yoon bewajah mat aazma
Na ho juda de de panaah apna bana
Kyunki
Jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadi aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Kyunki
Jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadi aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Shuru mein the hum pyar ke fariyadi
Dheere dheere huye ek doosre ke aadi
Jaane kahan se aayi barbaadi
Ban baitha hoon sharabi
Khatam huyi aas hai
Hath mein glass hai
Jale hum aag ki tarah
Ab sab kuchh khaak hai
Ek dooje ko kosna
Phir aansu ponchhna
Chali jayegi door
Aa gayi thi soch na
Har pal mujhe takleef ka ehsaas hai
Khushi ka har pal lagta naas hai
Logon se ghira par sannata aas paas hai
Yaar mere puchhe mujhse tu kyun udas hai
Koyi jawab nahi ab khale teri kami
Aankhon mein mere hai nami
Ho na jayein juda kahin
Kaisa hai yeh afsana
Kabhi baahon mein aana
Phir door chale jaana
Ab aise mujhe tadpa na
Kyunki
Jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadi aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Kyunki
Jab se teri aadi ho gaya hoon
Aadi ho gaya hoon, aadi ho gaya hoon
Sacchi mein main sharabi ho gaya hoon
Sharabi ho gaya, sharabi ho gaya hoon
Jab se teri aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
Tadap tadap aadi aadi ho gayi hoon
Aadi ho gayi hoon, aadi ho gayi hoon
https://www.lyricsbell.com/aadi-aadi-dhvani-bhanushali/